Hey friends.. here i am , just tO share sOme Shairi frOm my diary.. its written my Great pOet(Abviously great naš š).. usman... yani ke mayš
Buhut khubsurat hai vO , kahin mujhsay khata na hO jay ,
mairi nazar kahin vO larki mairi khuda na hO jay,
najanay kitnay barsOon bad, mila hay kOi chahnay wala,
ab bhi darr yehi lagat hay, kahin phir vO juda na hO jay..
------------------------------------------------------------ -
------------------------------------------------------------ -
tOr kay maira ye dil tumkO, aik tajurba hO jay ga,
laakh tumharay chahnay walO say, aik masum tO khO jay ga,
gham ki ratOon may jalta hOa, bus aik dia tO thay hum,
dil may andhiara phalay he hay, ghar may andhaira hO jay ga,
tutay hOay is dil kay, tarap rha hun, daikO tO!!
mujhsay ab yOun dur na bhagO, phir tamsha hO jay ga,
ruh tO apni maar chukai hO, dur khari ab daikhti kia hO,
daagh qatal ka daman pay tumhara, aik Or izafa hO jay ga
----------------------------------------------------------
----------------------------------------------------------
mausam ka ishara samjhO, abhi tO na jaO,
abhi tO muhabat nay ibtida ki hay,
gr lagta hay tumay ki hm he nadaan hain,
tO itna he bata jaO, hum nay kia khata ki hay
----------------------------------------------------------
----------------------------------------------------------
her rOz daikhta hun, tumay betaab nazrOon say,
her rOz jO ankh band karOn tO tum nazar a jati ho,
kOi baat tO hay is husn may tairy, samjh nahi ata,
kyOn her baar Or bi beqaraar, mujhkO kr jati hO..