Originally posted by: UNIK_GR8
Itna paisa daan kiya hota toh 7 janamo ka punya mil jata.
Nhi yaar yeh kya faltu ka gift diya h koi aisa gift dena chahiye na jo kaam aaye pr nhi.
Par mujhe ek baat batao in celebs ko gift dene ki jarurat hi kya hai 😑😑.... Woh inpe thukenge bhi nhi paas se jaayenge toh
Toh aisa bhi kya pyaar yaar 😒😒.... Isse accha kitne gareeb log hote hai unko help karo
384