Atleast alag color toh mila...😒
Pinkvilla Jat confirms Alpha budget is 150 crores & it's verdict FLOP
🏏India Tour of England 2026: 4th T20I on 9th July 2026 at 10PM IST🏏
Noyna is back 🧐🤔 in both ksbkbt2 & krkbrbh
Karan-nandini ❤️❤️
Classification of first half 2026
🏏England Women vs India Women, One-off Test @ Lord's, London🏏
Wimbledon 2026: Quarter Finals, Semi Finals and Finals
Atleast alag color toh mila...😒
Is baar shayad Vir ne button tod liya hai aur dhwani se sui dhaga mange aya hai... Fir bolega kya aap laga sakte hai main apne aap nhi laga paunga😆
Har baar atleast hi kyu hota hai...kabhi hadh se jayada de diya karo🥱
Ye Viru flat nahi hua Pur ko saree mein dekh kar🙃..kuch toh nautanki dikha de😌
Originally posted by: Sampada001

3rd Sui Dhaga scene on the way...
Iss baar Vir se zyada Dhwani will be affected by the close proximity...☺️😳❤️

Viru op😎..kya style nikala hai🙌
Originally posted by: Sampada001
Is baar shayad Vir ne button tod liya hai aur dhwani se sui dhaga mange aya hai... Fir bolega kya aap laga sakte hai main apne aap nhi laga paunga😆
Awwwweeeeer
Baby viru itni pyari demand
yeah maybe fbs of 1 2 button scene or monologue of Vir about those 2 scenesOriginally posted by: darkchocolates
3rd Sui Dhaga scene on the way...
Iss baar Vir se zyada Dhwani will be affected by the close proximity...☺️😳❤️
ekdum shana hai woh😎
pyara baby
Pyari demand aur pyari demand poori karne wali☺️
Har baar atleast hi kyu hota hai...kabhi hadh se jayada de diya karo🥱
Ye Viru flat nahi hua Pur ko saree mein dekh kar🙃..kuch toh nautanki dikha de😌
Viru ka Saree pe dhyaan hi nahi gaya hoga...🤧🤧🤧
Bechare ko abhi Daksh, Nani and Veer se nipatna hai...🤪😒