jo kachra karna, tha ye YHM mai kar chuka hai.. Last ka, dekhoge na to to sikand ko pagal samjhoge...🤣🤣Originally posted by: darkchocolates
Saba se kaafi better hai yaar...
Saba ne Sakshi track mein jo kachra kiya hai show ka...Isne itna bekaar nahi kiya...🤣
nahi ye dusri saba hii hai aayu... Experience hai mujhe... 6 saal jhela hai isse..you know arrogance aur attitude mai ye saba ko bhi maat de de.. Ek baar isne hardcore fans ko "barking dog" Bol diya tha socho..😡😡😡