This part is long so I have divided it into three parts- A,B,C
Part - 2(A)
In the hospital
As Savitri gains consciousness, Ishqi and Maasi goes to meet her.
Savitri recognises Ishqi from the day of mental asylum and starts to shout.
Savitri- Tu ne kaha tha na mujhe apne bacho se milwagi , wada kiya tha na tune?
Ishqi- Kya maine? Kab?
Suddenly she remembers Ishqi in the resort and realised that Ishqi knows Daadi too and panics.
Savitri(in a shaky and panicked voice)- Nahi nahi tujhe usne bheja hai na? Phir se kidnap karwane? Mujhe phir se band kar degi na?
Ishqi- Nahi auntyki aap bilkhul safe hai. Mai koi kidnapping-widnapping nahi karwa rahi hu. Wo Kidnappers na accident mai upar pohoch gaye, rab ne use saja de d hai. Wo aap k gaari na mujhe v urane wali thi par mai baach gayi. Aur aap v .
Savitri- Tu mujhe phir se kidnap toh nahi karwayegi naa?
Ishqi- Nahi baba auntyji. Wese aapko kahi pehle dekha hai kya? Ya phir hum pisle janam k koi rishtedaar-wistedaar toh nahi hai?
Ishqi remembers her 1st meet with Savitri.
Ishqi - Haan, aapko toh wo Pagalkhane mai mile the. Aap apne baccho ko dhund rahe the ? Wo mil gaye?
Savitri- Wo dono mujhse nafrat karte hai. Meri shakal v dekhna pasand nahi karenge. Mai kya karu .
And she starts to cry
Ishqi- Ese kese nafrat karenge aapko? Ye koi baat hui ? Shakal nahi dekhegi apnihi maa ki? Aap sirf uska naam batayiye. Mai v dekhti hu kaise nahi apnate aapko.
Savitri- Nahi nahi, usme undono ki koi galti nahi hai. Un dono ko pata hi nahi hai ki mere saath kya ho rahe hai. Mere bare mai pata nahi kya kya jhooth batakar unke man mai nafrat paida kiya gaya hai.
Ishqi- Kisne ki hai yeh sab?
Savitri- Baccho k daadi, meri saas nai. Usi ne mujhe kidnap karwayi thi.
Ishqi- Kaha rehte hai aapke bacche?
Savitri- Delhi mai
Ishqi- Toh phir thik hai. Mai v wahi rehti hu. Aap mere saath hi chalenge Delhi taak aur phir jab tak thik ho kar vaaga dori karne layak nahi banenge, aap mere saath hi rahenge 2-3 mahine.
Savitri (in a shaky voice)- Nahi wo Delhi mai phir se pakar legi mujhe. Nahi nahi. Aur mai kese tumhare saath jaa sakti hun?
Ishqi- Kyun nahi? Aur sirf thik hone tak toh aapko rehna hi parega. Sirf hair jaisa patla fracture hua hai aapka. Zoom krke dekhna parega itni choti fracture hai.
Savitri-Nahi nahi nahi.
Savitri starts to get a Panic attack.
Ishqi- Doctor doctor. Dekhiye auntyji ko kya hua hai achanak.
The doctor comes and instructs the nurse to do the necessary steps and an injection to make her drowsy.
Doctor- Unke mental condition bilkul naajuk hai. She has suffered from something very traumatic . Ishliye yeh halat hai.
Ishqi-Tromtic kya hota hai .
Doctor - Trom nahi trauma. Yani bara jhatka. Kuch bohot bura hua hai uske saath.
Ishqi- Jhatka toh lagi hai. Warna pagal khane mai kyun hoti? Aur apne bacchon se bicharne ka dukh v hai. Pata karna parega taaki mai unki madad kar sakun.
As she was lost into her thoughts, Maasi dragged her out and asked.
Maasi- Ese kese kisiko v apne saath bula li tune Ishqi?Abhi hamare khud ka hi thikana nahi hai aur to unhe v kyun?
Ishqi- Maasi maine uss aunty ko kuch din pehle waada kiya tha ki mai unki madad karungi. Aur wese v kaha puri umar rahegi hamare ghar? 3-4 mahine ki hi baat hai . Ek baar wo thik ho jaye phir mai unhe apne baacho se milwa dena hai bas.
Maasi- Thik hai Ishqi lekin uske baad usse jyada nahi thik hai?
Ishqi - Haan Maasi. Wese aapne hi toh sikhayi hai sab ko madad karna. Old age home kholne ka sapna hai mera takki zaroot mand logo k madad kar saku. Ab jab samne se mouka chalke aa rahe hai toh kyun jaane du haath se?
In the Malhotra house
Everyone was gathered in the living room of Malhotra Mansion.
Sarla-Aur kitni time legi ye larki? 20 minute se tyyar ho rahi hai. Sonu ko hi bahar aana hai, koi pari bankar nahi ana usse.Phata phat Bidaayi ho jaye phir mujhe apni beauty sleep ko v catch up karni hai. Warna meri glow chali gayi toh?
Kartik-Aap sinta mat kijiye Sarla aunty, Maa gaye hai madad k liye. Aur aapke nikhar to ekdom stars jaisa hai, kahan chalkar jayegi batayiye?
Sarla-Kya sach mai?. Lekin wo Sonu?Abhi v khud ready hona nahi aata? Mai toh keh deti huun baad mai kahi jaane k liye ready hona ho toh mere paas naa aaye.
Raj-Mom! Sonu khud ready ho sakti hai, wo ab dulhan hai toh madad legi hi naa.
Sarla- huh š
Bhola- Yeh lijiye Aunty lassi pijiye. Dimag thanda hone se glow v aa jata hai.
Daadi-Chup Bhola! Sab ko serve kar.
Meanwhile Ahaan gets a call from Rohan. Rohan, Mayank and Ahaan were childhood Chuddy-buddies. Rohan went to US due to work for 5 months. Mayank's marriage was initally planned a year later, but due to Shekhar's (Mayank's dad) health condition, the marriage was preponed (as shown in one of the earlier episodes) and hence could not attend the wedding. (Rohan has one more role later)
Phone conversation-
Rohan- Hey Ahaan bro! Teri behan ki shaadi ho gayi?
Ahaan- Yes, abhi thore time pehle resort se waapas pohoch gaye. Bidaayi hone wali hai uski. Meri behan jaa rahi hai yaar Rohan.
Rohan- Areh toh tu mil lena usse. Same city mai hi toh rahegi. Phir kaheka tension bro? Aur haa, wo kesi hai?
Ahaan-Uss larki ka naam mat le Rohan. Usne jo kiya hai after that I hate her.
Rohan- Kya kar dia Rhea ne ab?
Ahaan- What? Kaun Rhea? Areh haan tu Rhea ki baat kar raha tha? Wo yahi Sonu ki bidaayi tak hai phir chali jayegi.
Rohan- Obviously bro. tere gf ki baat puch raha hu. Tu kiski baat kar raha tha?
Ahaan- Uss larki, Mayank k fiance ki.
Ahaan then narrates what happened in Mayank's marriage.
Rohan- What? maine toh usse call nahi kiya tha kahi wo apne wife k saath busy naa ho isliye.
Daadi- Ahaan puttar! Itthe aa, Sonu ready ho gayi.
Ahaan-Haan Daadi, aata hu. Rohan sun Mayank aur Suman aunty v Shekhar uncle k treatment k liye US jaa rahe hai. Wo US k kaha jaa rahe hai pata kar aur usse thori madad v kar dena. I will talk to you later.
Rohan- Bye bro.
Rest is continued in next post.
3