Originally posted by: Rainbowncloud
Wow..never knew I will find Tum Bin fans here. I loved that movie too and the hero. Ofcourse songs. The title song is still one of my favourites.
Kya hame Raghav n Pallavi ka Tum Bin story track wala relation dekhne milega?
It would be so beautiful if they did develop such a track instead of the cliched ITV one. The movie version made it so believable.
Jagjit Singh's voice for Koi Faryaad... perfectly describes Raghav's feelings and how he views Pallavi, a strong woman who needs his saath, not sahaara. It also conveys how he reads the words and questions in her eyes. ❤️ CVs if you're reading this, please considering using this for Raghav and Pallavi. Check out the link to the video below, at 2:58 is exactly the way Raghav was introduced in the show but in a different setting, of course. 😉
Koyi fariyaad tere
Dil mein dabi ho jaise
Koyi fariyaad tere
Dil mein dabi ho jaise
Tune aankhon se koyi
Baat kahi ho jaise
Jaagte jaagte ek umr kati ho jaise
Jaagte jaagte ek umr kati ho jaise
Jaan baaki baaki hai
Magar saas ruki ho jaise
Jaanta hoon aapko
Sahare ki zarurat nahin
Main sirf saath dene aaya hoon
Har mulaakat pe
Mehsoos yehi hota hai
Har mulaakat pe
Mehsoos yehi hota hai
Mujhse kuch teri nazar
Pooch rahi ho jaise
Raah chalte huve aksar
Yeh ghumaan hota hai
Raah chalte huve aksar
Yeh ghumaan hota hai
Woh nazar chupke
Mujhe dekh rahi ho jaise
Woh nazar chupke
Mujhe dekh rahi ho jaise
Ek lamhe mein simat
Aaya hai sadiyon ka safar
Ek lamhe mein simat
Aaya hai sadiyon ka safar
Zindagi tej bahut tej chali ho jaise
Zindagi tej bahut tej chali ho jaise
Is tarah pehron tujhe
Sochta rehta hoon main
Is tarah pehron tujhe
Sochta rahta hoon main
Meri har saas tere
Naam likhi ho jaise
Meri har saas tere
Naam likhi ho jaise
Koyi fariyaad tere
Dil mein dabi ho jaise
Tune aankhon se
Koyi baat kahi ho jaise
Jaagte jaagte ek
Umr kati ho jaise
Jaan baaki baaki hai
Magar saas ruki ho jaise.
https://www.youtube.com/watch?v=8MN2bxMiB9A
Edited by inlieu - 4 years ago