Waha kya chal raha hai sab copy paste kar rahe hai kya
Mai to gossip walo ka wait kar rahi hu
wahan toh 50 50 hai kuch keh rahe hain it's true kuch keh rahe hain nahin toh kuch keh rahe hain hoga but 1 2 mahine baad
Gossipwale bhi wohi paste karenge… Team wala hi aake bolega toh kuch pata lagega abhi sirf speculations hai 💔💔