Originally posted by: Mona_988
Itana besabhar dulha kahan milege🤣
Ye poora Anokhi ke pyaar mein laatuuu ho gaya hai
Kal hi bola tha mai tumhare pyaar mein pagal hun aur uske liye mai kis hadh tak jaa sakta hun tum soch bhi nahi sakti
Ab dekhna hai wo hadh kya hai
I love Shaurya Utavla Sabherwal
Anokhi agaar Shaurya ko kahegi, wo exam dene le chalega. Dulhaan ki costume pehenke exam degi aur baad mei shaadi bhi karegi 😆
Aur to aur, top bhi karegi 🤣
Btw, Bebo, Kitty, Reema inka exam nehi hai kya? Samjhi ke Anokhi ko taang karna chahte the, par aapne ghar ki betiyon ka future ko bhi bhav nehi deta hai Tej 🤣
