Wahi to isbar na bach jaye
Aur pls koi ghatiya sa excuse na de ππππ
Mujhe pata nahi kyu lagta hai iss baar bhi ye bach hii jaayegi.. π
Kahegi mujhe to pata hii nahi tha ki ye itna ghatiya hai... Maine to isko accha samjha tha.. π
Aur viru bhi maan jaayega.. π₯Ί