Originally posted by: Manisha_IF
Bahot trp lata hai shadi track
CS ka shadi track 1.4 se direct 1.8 hua tha jab wo show aaya tha
Ye YRKKH ka shadi track trp kyu nahi badha raha
Waha kya locha chal raha hai ?
shaadi drama last week hui thi ya phir iss week in udariyaan ????