Originally posted by: Neon9
Humare yahaan pe siliguri se related koi bhi natural calamity ho media always uncover it due to two minister's tiff. 21st april ko jo norwesters aaya thaa morning ko uski speed thi 120 km / hr. But saare news bengali news channels ne iss baare mein kuch bhi nahi bola not even a bit of word. Mujhe Outlook and NDTV ke web page se pata chala that the storm was horrendous. That day sky became black at 9:30 am. 80+ trees uproot hogayi, few people got killed too and many were injured. Leken news aayi toh sirf election ki.
Aree east me se koi bhi natural calamity ki news ho usko humesha ignore hi karte hai national media wale
Imean odisha me toh yeh harroz ka jaise hi hota hai imean har saal hi hota hai par humesha national media ignore karte hai
And woh 7 sister states ko toh jaise sab log bhul hi gaye hai .....hypocrites mediawale 😏😏
MH/mumbai me chhotasa bhi cyclone ya kuch hojaye yeh log uchaal uchaal ke usko cover karte hai
384