In dono ka ruthna manana chalta hi rahega , kabhi yeh to kabhi wo .Abhi to family members bhi shaq karenge after pd track , tab dabangwala bs dekhno milega 😆aur pd jana bhi rahega aur bs ka uske pichhe vagna bhi😆
I repeat again, sapne suhane ladakpan ke. 🤣 Waise last track mein Channa ne milwaya dono ko because na Archie aur na hi baha back down hue 🤣 chalo mun ka production kuch to kaam aya tha wahan.