Are acha to hai sappu bullet train chala rahe hai
Abhi ke liye to accha hai..didiji ka track bas jaldi se khtam kar de.. Isko jhelna sacchi bahut mushkil ho raha.. 🙄🤦♀️
Par mereko baad ki fikar hai baad main kya dikhayenge agar sab abhi dikha diya to.. 🙄😥