Originally posted by: sunshine890
Woh main maaf nahi kr sakti 🤣
Yahan pehle bhi explain kia tha ..
Itne passion se twirl kiya ...I was litterally blushing ..ghuma kr 2 sec main dori done...
Me and Anokhi both shocked ....bas hogaya
Pvt mai 5 min ka milega..🤣
Pura wahi taiyaar karwayenge.. 🤣