Yeh Manisha roz bulati hai mujhe yaha kal bhi ayi thi yaha mein or aaj bhi agayi🤣
Ab mein yeh show hi nhi dekhti toh Kia kro
Bas waha tak Dekha tha jab vanish ne ridhima ko Bola tha Kabir ko Marne ka🤣
Bohot dekh liya...
Ab ott ka dekh...
Full ott content...
And manisha maat bol Nisha hai...