Mai bas ye kahna chah rahi thi ki jis tarah se sare situation ko vir k saamne create kiya gaya.
Bande ki koi galati nhi thi.
Thappad maarkar khud kitna pareshan tha. Pyar hai tabhi to purvi per gussa kiya. Nahi hota to ghar ki ijjat ki baat karta.
Kaash bangles wali baat per nazar jaye aur main time per sab thik kar de😊