Originally posted by: Cookermaichane
Raghav phirse aa gaya pakane 😵😒
Oh no
Originally posted by: Cookermaichane
Raghav phirse aa gaya pakane 😵😒
Oh no
Jeez!
Ab mein bolungi toh kahenge ke bolti hain 😌
Rubban dresswise garbage truck mein rakha hua bada sa garbage bag type lag rahi hai ..jo phat sa jaata hai aur kooda bahar nikalne lagta hai
Originally posted by: Cookermaichane
Raghav phirse aa gaya pakane 😵😒
finale me bhi aayga, madhuri bhi aayegi🤔
Jasmine ko kafi footage mil rahi hai
Ohhh now sallu teaching
Raghav how to host 🤔
Bore kaar rahe hai donno 😵
Originally posted by: anonymouse1
finale me bhi aayga, madhuri bhi aayegi🤔
Madhuri aayi toh thik hai
Jas ke saath aly ko bhi rafa dafa karo bb
Sallu Ruby ko baar baar taunt maar raha hai - abhinav ko absence mai aap itni khush dikh rahi ho 😂😂
Rubina ab RV will sing a song.. Aly-jas dance karenge.. aap ko extra khush dikh a hai 😂😂