He is handsome☺️
Happy Birthday Kajol & Genelia 🎊🎁🎊
Ramayana to release in 50,000 screens worldwide, double of Odyssey
What are you watching? #13
Adiya Poosh FF: Jeet
Maya Vs MJ Mayra FF - Trishul
Samaina Swamun Dira FF: Dil Chahta Hain (Continued)
He is handsome☺️
Originally posted by: Scarlett_15
Hello🤗
Tumlogo ne aaj notice kiye ka usko..Wo ladka bhar bhar ke foundation lagata hai 🤪
Haan bohot jyada foundation lagata hai
Especially pichla ek week se bohot jyada dikh raha haj🤪
Episode aaya kya??
Kuch baate boli nahi jaati.. sirf bayaan ki jaati hai

Originally posted by: AppleOfEye
Dabangg ka dialogue yaad aagaya🤣
Ani- Thappad se sharam nahi lagta sahab, pyaar se lagta hai🤪

Aise scenes maine apne school ke bahar bohot dekha hai😊
We used to look at them curiously 😊

Mehsoos bolna chah rahi thi kya?

Originally posted by: Scarlett_15
Wo bhi kya din the jab Bon use apne haathon se kheer khilati thi..🤪
Ab dekho zindagi badal gayi, jazzbat badal gaye(ek tarfa🤣) Tamacha khaane laga hai besharam 🤣
Kya se kya ho gaya Fifa 🤣
Kaha ARC khud chillam chilli karta tha aur kaha usko chupp karvane ka solution dhund liya😆

Aur Samajhdaro ko ishara kafi hai
