Tabhi to
Or pure scene me to mehendi wali ka dhyan mukhi aur mukhiyani pe tha to lagni thi itni gandi mehendi 😂😂
Inka romance dekh ke mehendi gandi laga di...🤣🤣
Mukhi kaise bolta hai bacho se ..isme meri kya galti hai mehendi thik na hogi and the kids innocently said ki aap hathi se pyar nahi karte isiliye uski mehendi nahi rachi is baar rachni chahiye....😆