fifa π€£π€£
Teel ko taal banana, RC ke baad tujhe sabse jyada achhe se aata haiπ€£
Aisa kya..Shukriya Shukriya π³π€£
Ramayana to release in 50,000 screens worldwide, double of Odyssey
Happy Birthday Kajol & Genelia 🎊🎁🎊
What are you watching? #13
Adiya Poosh FF: Jeet
Maya Vs MJ Mayra FF - Trishul
Samaina Swamun Dira FF: Dil Chahta Hain (Continued)
fifa π€£π€£
Teel ko taal banana, RC ke baad tujhe sabse jyada achhe se aata haiπ€£
Aisa kya..Shukriya Shukriya π³π€£
Anirudh aj kaal bon se jyada bachha banne ki try karta hai and bachho jaisa cute harkat karta hai
22 saal ke ladke ko aisa karte dekh hum ko bohot uneasy nehi feel hota π
Nnaadan banne ko akhir bon ne hi kaha tha aur ani bon ki harr baat manta hai except jo sahi hoππΌ
Baki taarif epi dekhke π³
Rimi control kar..π€ͺ
Yaad hai na tune kya kaha tha..
vo munnu hai π³
Originally posted by: Scarlett_15
Tujhe kaise pata wo "poora ke poora" chamka hai..Kaisi kaisi baatein karti hai taubaπ€’π€£
aankho me dikhi chamak π
@ Rimi... no gifs today? π€

π€¨
@ Rimi... no gifs today? π€
Koi toh mere Gifs miss kiya π€£
I will post Nima thodi der me... aaj ka office me workload hai so I had 3 meetings π€ͺ
Hallu hallu beheno... π€π€
Sab kaise hain?? RiMi, Muniya, Asfiya, Afifa, Isra, Neha, Sweety, Nima, Soma, Akshata, Apsana, Toto aur baqi saray pyare AT waasiyo... π€ͺπ€ (School ki yaad agai jab teacher har period mien roll call kerty thyn!π€ͺπ€£)
But seriously guys, how are you all???
Aniruddh babu ne tou kia kamal ka dhamaal daala dance mien.. π€ͺπ Mere ko uske dancing and flying kurtay ko dekh ker "Uddi uddi jaye...uddi uddi jaye" yaad aye ja rha tha! π€£
But he did well unlike his reels, so theek hai.. chalay ga! π
Baqi I am not getting the time to watch episodes as such. Yeh bhi scenes insta ki meherbaanio se nazar se guzar jatay hain π
Iska Sampoorna Maa jaap khatam hua ke nahi??
Originally posted by: ..RiMi..
aankho me dikhi chamak π
Muskaan mien bhi aik ajeeb chamkaan payi jaa rhy hai aj kal!