Lol 🤣
Lagta hai offense is the best defense for ARC... Isse pehle Bon ghussa ho mai hi ghussa ho jata hu trick use kar raha hai 😆
Kaafi dur drishti hai barrister babu ke paas..🤣
Pehle hi andaza ho gaya use ane wale toofan ka👍🏼
Aishwarya Rai Bachchan’s body in her 50s debate
Episode dtd 29.5
Aishwarya and Abhishek pictures from a reception
Ranveer Singh at UEFA (PSG vs Arsenal match)
🏏IPL 2026:Royal Challengers Bengaluru vs Gujarat Titans, Final🏏
Kickoff Legends: FIFA World Cup 2026 Prediction Game (Sign up Open)
How cbse rewrote rules to favor coempt eduteck
Lol 🤣
Lagta hai offense is the best defense for ARC... Isse pehle Bon ghussa ho mai hi ghussa ho jata hu trick use kar raha hai 😆
Kaafi dur drishti hai barrister babu ke paas..🤣
Pehle hi andaza ho gaya use ane wale toofan ka👍🏼
Fidget spinner hai woh... Blade nahi 🤣
Haan pata hai par tum bhool gayi ho wo Kali Roy Choudhary hai🤣
Kaafi dur drishti hai barrister babu ke paas..🤣
Pehle hi andaza ho gaya use ane wala toofan ka👍🏼
Bhavishyavani ka business khulvao... Acchi kamai hogi uski 🤣
Originally posted by: Siddiquie
kya karoge Mishra ji jaake khandala
Ghoomenge Phirenge Nachenge Gayenge
Aish karenge aur kya
Originally posted by: Scarlett_15
Haan pata hai par tum bhool gayi ho wo Kali Roy Choudhary hai🤣
Aur nahi toh kya 😆
Originally posted by: Scarlett_15
Haan pata hai par tum bhool gayi ho wo Kali Roy Choudhary hai🤣
Afifa, mein jab bhi tumhari naam dekhti hoon toh mujhe Scarlett Johansson ki yaad aati hai.
Munnu ne bola na ki reception hone wala hai..phir bon ani se puchegi kya...ki unke time kyu nahi hua tha🤪
Isiliye abhi se muh chupake ghum raha hai...gussa toh sirf bahana hai👍🏼
Ye batao ki why didn't Bon ask him ki Sampoo ne aisa kyu bola ki Ani Rakshak banke Bon ko bachaya tha ?😊
Aee kya bolti tu?😲
Originally posted by: ..RiMi..
Ye batao ki why didn't Bon ask him ki Sampoo ne aisa kyu bola ki Ani Rakshak banke Bon ko bachaya tha ?😊
Arey sampoo didnt specify shaadi wala din...usey laga hoga ki aur kisi incident wali baat kar rahi hai..rakshak toh kai baar bana hai na ani👍🏼
Arey sampoo didnt specify shaadi wala din...usey laga hoga ki aur kisi incident wali baat kar rahi hai..rakshak toh kai baar bana hai na ani👍🏼
Arre yaar 🤪 Mujhe laga tha Ani fasega fir se😡
Yaar abb ye poora hafta Sampoo ka reception chalega kya