Rakhi ne bauhat hi ghatiya baat kar di eijaz k khanay pe jakar. Ali ka chmacha just coz wo us k liye mutton banata hai.
Jo bhi hai rakhi ki tarah fake angle ya besharam nai ban raha.
Arshi and eijaz tom ne herry lagtay thay lekin jab arshi ne bhi khanay pe kaha to bauhat fazool laga tha n arshi ka soft corner khatam hogaya tha.
Insulting someone for food is the lowest of the low .Its good that eijaz is leaving is ghar main khanay pe hi sunay jaraha hai. Sharam hoti to banda aagay se kehta hai k hum bana dain.
Baad main bhi rakhi ne yehi kiya kitchen main jaarkar and bilkul sahi kaha wo puppet hai rubinav ki and yeh game reh gaya hai.
Salman k saamnay ban gai mujhe yaad nai main mazak kar rahi thi . I am disliking rakhi a lot.