Originally posted by: Chandu_500
muje moksh ko ladke ki tarah dekhna hai
kuch din aur hits and misses dikhayenge tho main bhool hi jaaongi ki mukku ladka hai🤪
Mujhe moksh hi yaad hai and ye mukku hai.
🏏IPL 2026: LSG vs RR, 32nd Match, at Lucknow 🏏
🏏IPL 2026: CSK vs MI, 33rd Match, Wankhede Stadium, Mumbai🏏
Abhira is khandani gareeb..we get it
Day 3 of convincing Swathi & Gang
MUKTI IS ACCEPTED 22.4
Don 3 Legal Issue Updates
IPL Forum Members' Awards
AbhiShan Bromance 💙🧡
Originally posted by: Chandu_500
muje moksh ko ladke ki tarah dekhna hai
kuch din aur hits and misses dikhayenge tho main bhool hi jaaongi ki mukku ladka hai🤪
Mujhe moksh hi yaad hai and ye mukku hai.
Priya don't talk about actors
IF rules
PM mein bolo
Originally posted by: Priyapriyu
Show me mukku ko thik se bolna to sikha nahi rahe hai English aur French sikhayenge bolo.
woh 2025 mein jee rahe hai na with 5 years leap,
shayad thab maa baap ayise hi hote honge,
english aaye ya na aaye mere bacche ko french aana chahiye🤪
are wo party wala bachha yaad haiOriginally posted by: Chandu_500
woh jo golu molu sa baccha tha na i wish woh moksh hota
i sometimes feel ki mukku 6 saal ke moksh ke hisaab se kuch zyaada hi smart hai.
10 years ho tho main maan bhi loo
mera chota bhai he is 12 years woh mukku ke hisaab se 20% bhi utna smart nay hai🤪
Jo poem suna raha tha twinkle twinkle.
Mujhe to wo bachha bhi bada cute lag rha tha I thought ise hi moksh bana dete.
ok sorry kuch delete karna hai kya
Avni ko aisa nahi karna chahiye tha
please CVs Avni se aage se aisa mat karao❤️
Originally posted by: Priyapriyu
are wo party wala bachha yaad hai
Jo poem suna raha tha twinkle twinkle.
Mujhe to wo bachha bhi bada cute lag rha tha I thought ise hi moksh bana dete.
ohh, i didn't watch the episode fully, woh zingaat wala part and police station part dekha hai out of curiousity
and zingaat dance ke waqt main sirf kalyani ko dekh rai thi😆
ohh ha main to bhool gayiOriginally posted by: Chandu_500
woh 2025 mein jee rahe hai na with 5 years leap,
shayad thab maa baap ayise hi hote honge,
english aaye ya na aaye mere bacche ko french aana chahiye🤪
They are way ahead us .
achhaOriginally posted by: Chandu_500
ohh, i didn't watch the episode fully, woh zingaat wala part and police station part dekha hai out of curiousity
and zingaat dance ke waqt main sirf kalyani ko dekh rai thi😆
Wo bachha bhi cute tha.
it was like kalyani ke andar thodi dher keliye bhoot aake chali gai ho😆
and malhar was like yeh kabhi nay baldlegi, iska kuch nay hosakta.
DM banke bhi iske harkatein nay sudre 🤣