Originally posted by: libran90
Suno Poorva, agar reveal hua to Veeranshu zakhmi haalat me aur Bani ki kya haalat hogi woh nahi pata, aise situation me koi kyun baad me garba karega. Like kaise aati hai ye soch tumhare mann me???🤣
Naagin hai behna... Kuch bhi ho sakta hai 🤣