Good morning meri saari baawli chhoriyo ko..🤗
Happy Halloween 🎃👻

Good morning meri saari baawli chhoriyo ko..🤗
Happy Halloween 🎃👻

Happy Halloween 🤗
Happy Halloween
Manisha🤗
Kya ho raha hai show me, back to square one🤣
jo hona ho hone do hume kya ?🤣
hum maze lenge jo bhi ho usme
Haha🤣
Mujhe iss hafte naagin ke liye intezaar hai
mujhe bhi
N5 ki Navratri ke liye excited hu
Dekhte hai veer ko naageshwari ki yaad kaise aaya
purana janam yaad aa jayega kya uskoOriginally posted by: Abhinaya_Abhi
Dekhte hai veer ko naageshwari ki yaad kaise aaya
Originally posted by: Manisha_IF
purana janam yaad aa jayega kya usko
I think usko yaad hoga, according to veer' father , kaal ganak pura neecha ho gaya na last week! Shaayad yaad hoga