Originally posted by: dipali13
Aryan nahi hoga but Vansh š¤ I don't think so kyo ki abb tak Vansh ne Ragini ke bare mai jo bhi kaha wo sach hua hai and usse ne saaf kaha hai ke maine Ragini ko nahi mara hai to fir bharosa kar na padega naš¤
Pata nahi.. mujhe toh yahi lag raha hai ki abhi ke liye yahi dikhayega ki Vansh ne hi maara hai!
