Posted:
BB Iss baar kya sab contestants ko Finale mein le jaane wala hain kya?
Itne log abhi tak Iss Ghar mein hain.
3 or 4 people bade pyaar se BB evict kar sakta hain. Even yeh log content bhi nahi de rahe hain.
Faltu ka paise kyon dena inn logo ko.
Finale Kab hain?