arey wo nh husakta is season ma 🤣Originally posted by: Nachiketj
Jis tarah se tum log bol rahe ho... Kabhi itni bashing shukla ki hui hai? Salman ka awaaz kabhi nahi chadha hai shukla pe. Har kisi ke kismat mein Manisha nahi hoti hai.
Paras, Mahira, rashmi, Asim ab Shehnaaz