Sana ne sara bomb asim pe phaad diya ...as if kitchen aur baqi jagah bohat saaf hai
MELTING BACK 11.3
Pearl V Puri to enter Kyonki
New Promo -Tulsi return to Shantiniketan
New entries and forum updates
Varun Dhawan To Take Break From Acting
Anupamaa 10 Mar 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Alia bhatt Gucci controversy
Anupamaa 11 Mar 2026 Written Update & Daily Discussions Thread - Page
Bharat Bhhagya Viddhaata - Kangana Ranaut
ARYAN ENTERS 12.3
Random News #2
Sana ne sara bomb asim pe phaad diya ...as if kitchen aur baqi jagah bohat saaf hai
Originally posted by: -EvilDesires-
Salman faltu mein Arhaan ko Poke kar raha puchke ghar mein kaun kaun hai
Kya aapka ghar aisa hai Rashmi?
Kaun kaun hai aapke ghar mein Rashmi
Taale change hue aapke?
Salman khud bola Sana main sirf aapki captaincy ki wajah se aaya, ghar ko saaf karne aapki help karne
☺️
Salman Asim ki beizzati kar raha
Asim ki haath toota hai fir darwaza bhi toda hai to koi baat nahi agli bar bhi mann na ho to mujhe bula lena
Sana Aarti: thank you sir🥱
Sallu - kaun kaun kar raha hai? Kaun baat nahi sun rahi
Sana- shefali bagga and aarti meri help karti hai.. shefali ko bathroom bolu woh saaf kar deti hai. Yeh bolu woh kar deti hu
Sallu- mai khud toilet saaf kar k aaya hu.. mai fridge saaf kar k aa raha hu..
Sana ne asim pe bill phad diya bathroom k liye
Shame on sallu and BB
Originally posted by: TrickyMind
Sallu - Sana aap captain bani ho.. koi aap ki baat sun nahi raha toh maine socha mai aa k kaam kar lu
Waah re salman khan.. bhagwan kare aisa pyar sab HMs ko mile..
🥳
Asim ko bolne hi nhi diya gya 😒
main na wo na shuru hua kiya
Originally posted by: hasini009
kaanon mein prompting ho rahi hogi. multitasking is not that easy you know😒
Sorry it was Sana typo
Did salman just say rohit shitty?🤣