Sallu - Sana aap captain bani ho.. koi aap ki baat sun nahi raha toh maine socha mai aa k kaam kar lu
Waah re salman khan.. bhagwan kare aisa pyar sab HMs ko mile..
Kickoff Legends: FIFA World Cup 2026 Finale (Results + Awards p82-83)
🏏India tour of England, 2026: Eng vs India, 3rd ODI, Lord's, London🏏
National Film Awards Announced - Yami Gautam Kartik Aryan
Ramayana - Trailer Launch Pratham Sankalp
What Happened To Mr. Salman Khan
Most National Film Award Wins - Best Actor(Leading Role)
Anupamaa 18 - 19 July 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Ramayana comic book
Sallu - Sana aap captain bani ho.. koi aap ki baat sun nahi raha toh maine socha mai aa k kaam kar lu
Waah re salman khan.. bhagwan kare aisa pyar sab HMs ko mile..
BB aur Salman ko sharam nahi aati..sana ki captaincy mein sallu ko naukar banaya aur Asim ki captaincy mein kya haal kiya bechaare ka
han LOLyUp!
Kal precap mai jab dekha tha toh bola tha "paise ke liye kya kya karna padta hai"🤣
Originally posted by: -EvilDesires-
Salman fir se atak atak ke bol rahi
Bechari Captaincy bhi itni mushqil se pronounce kar pa rahi😒
kaanon mein prompting ho rahi hogi. multitasking is not that easy you know😒
aarti lmao 🤣Originally posted by: Chingaari
arti jo itna bhonk rahi thi uske undergarments toh pooore ghar mein parhe rehte hain
Sana ka matlab matlab matlab again started
Sana says only Shefali Bagga Aarti and Zariwala are working for me
Originally posted by: Polar_Bear
Himanshi ki koi madad na kare to captaincy cheen lo aur Sana ki na sune to Salman khud aayenge. Vaah! 👏
Nope we are not biased ye toh Prem Che Prem che Prem Che Prem Che
Sana kyun Chughalkhor aunty ki tarah bol rahi hai
Whats with everyone blaming asim for non safayi🤣
Naukar thodi hai......poora blame uspe
Arti saying ek ek chiz ka hisab hai uske paas 🤣
Thing is non shukli captain bends a little to get the work done but sana ka issue is she is with hunter aur peeche padh rahi hai! She needs to bend a little
chabra ke pyar se li 🤣Originally posted by: -EvilDesires-
Salman sabse puch raha kya aapka ghar itna ganda hai?
Paras se: kya aapka bunglow aisa hai? 🤣🤣