Salman sabse puch raha kya aapka ghar itna ganda hai?
Paras se: kya aapka bunglow aisa hai? 🤣🤣
MELTING BACK 11.3
BLAME GAMES 10.3
Anupamaa 09 Mar 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
New Promo -Tulsi return to Shantiniketan
New entries and forum updates
Anupamaa 10 Mar 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Bharat Bhhagya Viddhaata - Kangana Ranaut
Pearl V Puri to enter Kyonki
Salman sabse puch raha kya aapka ghar itna ganda hai?
Paras se: kya aapka bunglow aisa hai? 🤣🤣
Originally posted by: Chingaari
arti jo itna bhonk rahi thi uske undergarments toh pooore ghar mein parhe rehte hain
Aur bolo toh 🤣
Paras ka bangla 🤣Bki sbke ghar...
shukla ko ignore kar raha hai kya sallu ?
Sallu - hath uthaeeye aap ka ghar aisa hai?
Mahira bataaeeye.. aarti aap ka? Madhu aap ka ghar aisa hoga? Nahi? Paras aap ka bunglow aisa hai?
Ab aaye arhaan pe aap k ghar mai kaun kaun hai?
Yeh question arhaan ko har WKV mai pichha jata hai 😂😂
Originally posted by: -EvilDesires-
Salman sabse puch raha kya aapka ghar itna ganda hai?
Paras se: kya aapka bunglow aisa hai? 🤣🤣
Paras paras bungalow , Gadi ke alawa bhi kuch dekh 🤣
Salman faltu mein Arhaan ko Poke kar raha puchke ghar mein kaun kaun hai
Kya aapka ghar aisa hai Rashmi?
Kaun kaun hai aapke ghar mein Rashmi
Taale change hue aapke?
Salman khud bola Sana main sirf aapki captaincy ki wajah se aaya, ghar ko saaf karne aapki help karne
Phir se Rashmi ke ghar ke taale aur Arhan ke ghar me kaun kaun hai le aaya Salman.
Sana fir se atak atak ke bol rahi
Bechari Captaincy bhi itni mushqil se pronounce kar pa rahi😒
Himanshi ki koi madad na kare to captaincy cheen lo aur Sana ki na sune to Salman khud aayenge. Vaah! 👏