Maan gaye Arhaan babu ko kya pyaar hain
Itna pyaar hayeee☺️
Rashmi ne chai pheki sid pe to arhaan ne bhi pheki wahh👏
Jin akkal ke andho ko lag raha hain sid bina matlab arhaan ko mara to unki nazar bahot kamjor hai kripya chasma laga kr precape dekhe arhaan ne chai ka cup pheka isliye sid ne usko collar pakad ke shirt faar di ek cup to Rashmi pe phek diya ab arhaan ke liye cup kaha se lata😭