aww Abhiya...u must be feeling good na today.... lehrein phr uthengi ab ACH ha lag Raha Hoga na sun k🤗 btw I hope now we will get ur analysis 😊Originally posted by: abhiya_12
Pyaar nahi martha no, yeh humaari pyaar ki kahani hain , Anurag Basu and Prerna Sharma ki kahani hain, Prerna ki kismat sirf mujhsae hii judi hain main jahan rahunga woh waha pahuchegi,woh jahan hogi main bhi wahi hounga. Mr Bajaj meri aur Prerna ki kahani ka ek choti rukawatt hain, ek din woh aayega vunhae hattna hoga humaare beech sae aur hum phir milengae phir chaahe kitne hii aaye Kasautii Zindagii Kay.
Yeh lehron ko dekh rahi hoo jab yeh patharon sae takraathae tho marthi nahi phir utt thi hain bilkul humaari pyaar ki tarah, dekho tho hmn dekho na, pathar jho hain tumhare woh Mr Bajaj hain vunhe lagtha hain kii lehrein takrayengae tho bas sab katham hojayega, humaara pyaar katham hojayega, tumsae shaadi jho ki tho vunhe laga kii sab katham hojayega lekin yeh lehrein humaara pyaar hain mujhe inn main tum aur main dikh rahe hain aur yeh phir uttengae phir zinda hongi aur vus pathar ko harayegi Bajaj ko harayegi aur humaara pyaar phir zinda hoga.
And my AB won his battle today. He wasn't blabbering non sense, he was stating facts , facts about their love for each other. And today finally he proved whatever he said wasn't just his delusions just facts which he proved today ♥️