Originally posted by: hasini009
tharki aur gyani dono qualities hai iss mein. yaad hai he's the one who guessed it right, kabhi khatta kabhi meetha hona paras-shehnaz ka game plan hain😆
abu asal mein narad muni hai 😆
there is one unseen video on voot,jahaan abu apne dil ki baat mazaak mazaak mein byaan kar raha hai that shehnaaz should get eliminated ,also in front of shehnaaz 😆