Originally posted by: captainplus
dhanyavaad saranya ji š³
aapki yaha agaman se hume atti prasanyata ka abhaas ho raha hai š³
hum dhanya hai ki aap hamari vaani aur humare bulawe ko itna maan deti hai
hume iss baat se garv bhi hai
aap bhi humari taraf se aalingum le lijiye š¤
Aur dhanyavaad ek baar phir kyunki aapki "pankha-kumari" dharm palan ne iss dhaage ki shobha badha diya hai āļøāļøāļø
Apki yehi gunn hume apse prem karne mein vivash karta hai ā¤ļøš³
Baare itni shuddh hindiš³
Ek kaala teeka aapke liye bhiāÆļø
