Originally posted by: captainplus
dhanyavaad saranya ji π³
aapki yaha agaman se hume atti prasanyata ka abhaas ho raha hai π³
hum dhanya hai ki aap hamari vaani aur humare bulawe ko itna maan deti hai
hume iss baat se garv bhi hai
aap bhi humari taraf se aalingum le lijiye π€
Aur dhanyavaad ek baar phir kyunki aapki "pankha-kumari" dharm palan ne iss dhaage ki shobha badha diya hai βοΈβοΈβοΈ
Apki yehi gunn hume apse prem karne mein vivash karta hai β€οΈπ³
Baare itni shuddh hindiπ³
Ek kaala teeka aapke liye bhiβ―οΈ
