Originally posted by: captainplus
dhanyavaad saranya ji 😳
Har pal har waqt aapke sang sang Genie🤗
aapki yaha agaman se hume atti prasanyata ka abhaas ho raha hai 😳
Aur aapki shubh kadam se hamare dil ko atyant khushi mili
hum dhanya hai ki aap hamari vaani aur humare bulawe ko itna maan deti hai
hume iss baat se garv bhi hai
Aap humko apni Antaraatma bulati ho na ji toh batayiye kaise na aate aur aapki vaani ko kaise nahi maante😳
aap bhi humari taraf se aalingum le lijiye 🤗
Hayeee taras rahe the iss khushi se mile jhappis ka🤗Aapka bahut bahut aabhaarrr❤️
Aur dhanyavaad ek baar phir kyunki aapki "pankha-kumari" dharm palan ne iss dhaage ki shobha badha diya hai ⭐️⭐️⭐️
Aur aapke dwara utpann huye angrezi shabd ka yeh hindi anuvaad ne hamare dil jaan jigar ko haq se le lia hai❤️Humne aaj tak aisa anuvaad na dekha hai na suna hai⭐️
Apki yehi gunn hume apse prem karne mein vivash karta hai ❤️😳
Hayeeee Hum sharma rahe hai aapke iss dil se nikali beintehaa pyaar dekhkar❤️☺️
Aapka iss jawab padhkar Humein Rawatji ki yaad aa gaye jiHamare jawab rangeen shabdom mein upar hai padh lijiye😛