Yeh sonali aur kunwar to hai hi chipku. Naina ko hamesha apne baaton se nachane wale aur naina bhi kuch nahi kehti🤔Kunwar ko paakar Sameer ko bhul gayi phir jab yaad aya tab bahut der ho chuki thi. aur ab sameer bhao kha raha hai😆Sonali ne hi koi misunderstanding create ki hogi. Warna naina ko kyun lagega sameer ko sab pata hai!