after watching yesterday's episode,he can truly be called"achayi,dosti aur balidaani ka jeetajagta missal" π π π
pehle to woh jaanboojh kar mukable mein haar jata hai aur phir jaanboojh kar dharam ke saath ladta jhagadta hai taaki dharam apne lakshya par dhyan de paaye π
kya dosti hai...... π
apne jaan ke tukde ke liye itna bada balidaan de raha hai veer....... π
hamesha ki tarah,sina taan kar main keh sakti hoon~"I AM PROUD OF U VEER" ππΌ