Pehle maaloom na tha aaj yeh maine samjha
Pyaar kehte hain jise woh hai dilon ka sauda
Dil ki dhadkan ko bhala kaise koi kaid kare
Yeh to azaad hai jab chaahe jahan aahein bhare
Uske raste mein khadi kyun koi deewar kare
Usko haq hai woh mujhe pyaar kare ya na kare
Dil mera tod diya usne bura kyun maanu
Saare waadon ka bharam pal mein woh tod gaya
Gham ke jis mod pe la ke woh mujhe chhod gaya
Main usi mod ki dehleez pe so jaaungi
Umra bhar uske liye ajnabi ho jaaungi
Har sitam shauk se mujhpe dildar kare
Har sitam shauk se mujhpe dildar kare
Usko haq hai woh mujhe pyaar kare ya na kare
Dil mera tod diya usne bura kyun maanu
Rakshit and drishti immediately after marriage parted ways
Rakshit bedil shergill egoistic
Drishti -soft but becoming bedil
What happend that they landed up marrying each other
And now
How their path will collide ????