Wedding , an occasion of tying a sacred bond between two souls who will pay respect to that bond for lifetime , but was it same for Kabir and Ananya .
Weeding Day
K(pov)-Pata nahi jo main kar raha hu vo sahi hai ya galat , but itna confirm hai ki main apni mom ka apmaan nahi sehen kar sakta . Ananya Mehta , tumne meri mom ki insult kin a , ab tumhein main bataunga ki jab koi kisi ki insult karta hai tu use kaisa feel hota hai (he smirked).
A(pov)-nahi jaanti kin gunaaho ki sazaa mil rahi hai mujhe , but hamari barbaadi ke baad pehli baar maine apne paents ke chehre pae itni khushi dekhi hai , ye jaante hue bhi ki Modi pariwaar meri zindagi hell bana dega fir bhi apni ma papa ki is khushi ke liye mujhe ye karna hoga (she decided wiping her tears which were continuously flowing from her eyes.)Lekin use pehle mujhe Mr Modi se baat karni hogi .
After 10 minutes
A-Thank god Mr Kabir ka number mil gaya , ye armaan ne bhi ek number ke liye kitna sataya , ab hope job hi main unse kahu vo at least is baare mein koi arguement na kare mujhse
Modi Bhawan
Jigar was glaring continuosly at his big brother "Kabir who was not even looking at him , busy in trying his wedding sherwaani
Finally Jigar got fed up and shouted at him
J-bhai app meri baat kyu nahi sun rahe hai
Kabir take a sigh and then turned towards him and says-kya sunu
J-bhai , mujhe nahi lagta jo aap kar rahe hai its right , I mean Ananya ji ka behaviour meri aur Ahem bhai ki shaadi ke time , she was just so innocent and so ...so ... good
K-Jigar tumhe logo ki parakh nahi hai , and by the way tum kya kehna chahte ho ki meri mom jhuth bol rahi hai
J-ofcouse not bhai , but ye bhi to ho sakta hai na ki kaki ji ko koi misunderstanding hui ho
K-Jigar for the last time I am telling you to shut up , aur jo main kar rahah hu vo mujhe karne do , aur abhi jaao aur apne room mein jaakar ready ho.
Jigar shhok his head at his bhai's stubbornness and went from there .
Here Kabir's phone started ringing , he raise his brows seeing Ananya's name on display
K(in pissed off mood)-ab ise kya chaahiye
After picking up the call
K-Ha bolo Ananya
A-Aapko kaise pata ki main hu
K(smirked)-jab tumhari life ki puri kundali nikaal sakta hu to phone number kaunsi badi baat hai
On other side , Ananya gritted her teeth listening his attitude covered words
A-listen , maine aapko phone aapki taareef sun ne ke liye nahi kiya hai , mujhe aapse kuch important baat karni hai
Kabir smirked and teasingly said
K-kya , ki tumnhe mujhse shaadi nahi karni?
A(pissed off)-ofcourse not , afterall bhains ke aage bean bajane ka koi fayada thodi na hota hai
Kabir got shocked listening her words and said angrily
K-Did you just called me a buffalo
A(pretending manner)-Did I?
K-oh just shut up and bolo ki kyu phone kiya
Ananya took a deep breath and said
A-Listen mr Modi , aap mujhse zabardasti shaadi kar rahe hai , and that's why main nahi chaahti ki aap mere ghar ke kharche uthaaye , main aapka koi ehsaan nahi le sakti , agar meri shaadi kisi aur situation mein hoti to main apne pati ko zaroor allow karti mere ghar ka kharcha uthane ke liye because tab jo vo meri family ke liye karte vo pyaar ke naate na kisi duty nibhhane ke liye as their son in law , but ab jab hamari shaadi aise state mein ho rahi hai to main apni family ki saari responsibilities khus uthaaungi and tha's why I have decided ki shaadi ke baad bhi main job karungi .
Kabir was shocked listening this would be an under statement , he was too numb to react , "why she's saying like this , after marriage she will be a Modi bahu , she don't have to do anything , they have all the luxuries , what's the need to work even girls of Modi family are not passionate about working , talking about his sister Kinjal , he can never be proud of her this is confrm . But whom was he kidding to , Ananya herself has rejected the proposal after knowing they are Modis , also.
K-But..
A-I know ,I know aapki mom ko ye sab pasand nahi ,vo allow nahi karengi and all that stuff , isliye main ghar pe hi baithke online tutorials lungi , like jo alag alag educational sites hote hai na vaise ,it will take max 3-4 hours aur vo bhi main raat ko karungi , so ghar mein bhi koinproblem nahi hogi , and ye sab mujhe aapke so called revenge ki wajah se karna pad raha hai to Kokila aunty ko ab aap iske liye mana lena , maine sirf aapko infrm karne ke liye phone kiya tha , Bye.
And the line went dead .
Kabir was again too shocked too react
K-Why did she said that Mom will not allow , mom kyu nahi allow karengi , mujhe to laga abhi tak is ghar ki kisi bhi female ko professional kaam karne mein koi interest nahi hai , but why did she said ki mom allow nahi karengi , kya mujhse sach mein kuch choot raha hai , am I missing something , oh god I am hell confused now , Jigar ne bhi kaha tha ki ananya ka behaviour bahut accha hai , even I noticed it , ghar mein kisi ko use koi problem nahi hai sivaaye mere Ahem bhai ke aur mom ke , even Baa ko bhi vo acchi lagti hai , kya sach mein main galat kar raha hu.
Kabir closed his eyes in frustration and confusion.
He remembered his Mom's face when she told him about Ananya , she was hurt , his mom was hurt ..hurt
Kabir opened his eyes and took a deep breath
K-no Ananya , bhale hi tum jaisi bhi ho , tumne meri Mom ki insult ki hai , unhe hurt kiya hai , and you have to pay for this.
After Sometime
In Mandap
"Ab var aur vadhu phero ke liye khade ho jaaye
While taking phere
K(pov)-shaadi ke saath vachno ka to pata nahi , lekin ek vachan zaroor leta hu , zindagi bhar tumhe aazad nahi karunga , rahogi to tum meri hi , puri life , kyuki itni aasani se man tumhara peecha chodne waala nahi
A(pov)-mujhe nahi pata ki is shaadi ka kya matlab hai , lekin main vachan deti hu Kanha , ki main is bandhan ko nibhaane ki puri koshish karungi , kyuki ye faisla aapka hai aur aapke is faisle par mujhe pura vishwaas hai
"Ab var vadhu ki maang mein sindoor bhare
While putting sindoor
K(pov)-iski annkhon mein ye dard dekhke mere dil mein kyu dard ho raha hai , nahi mujhe aisa nahi sochna chahiye , is ladki ne meri mom ko dard pahuchaaya hai aur isliye mujhe iske dard se koi fark nahi padta
"Ab var vadhu ke gale meon mangalsutra pehnaaye
"Vivah sampannah hua ,aaj se aap dono pati patni hue
Both took a sigh of relief , after deciding how they will handle this sacred bond not knowing that their destiny had already been decided .
59