1.Aap ka naam ?
2.Ghar walay pyar se kia bulatay hain ?
3.Date of birth?
4.Ur's height?
5.Sister aur brother kitnain hain aur aap ka number?
6.Ur's qulification?
7.Sharikay safar kay liyeh aap ka ideal ?
8.Aap ki koi ajeeb-o-ghareeb khowish?
9.Zindagee ka koi yaad gar lamha?
10.Zindagee main kisi cheez ki kami mehsoos hooti hai ?
11.Agar police kay khouff se koi dakoo looti hoi raqam aap ki car main rakh ker farar hoo jay tou?
12.Ghar waloon ki koun si baat aap ka mood kharrab kerdaiti hai ?
13.Apnai country ka koun sa qanon bura lagta hai ?
14.Aap maaf kerdaitay hain ?
15.Kis per rehem aata hai ?
16.Kia aap fazool kharach hain ?
17.Waqt ki pabandi kay kitnain kail hain ?
18.Zindagee main sab se ziyada sharmindagee kab hoi ?
19.Agar aap kisi country kay sadar hootay tou kia kertay aur koun sa country chuntay ?
20.Gussay main kis ka sar pharr nain ka dil chahta hai ?
21.Aap dress up ho ker kahin jarahay hain rastay main banana ka chalkay se phisal ker ghir jatay hain loog hansnain lagtay hain aap kia keraingay ?
22.Aap outing kay liyeh kahaan jana passand kertay hain ?
23.Koun sa mosam dil ko accha lagta hai ?
24.Apni koi buri aur acchi adaat bataiyeh ?
25.Zindagee kay wo koun se din hain jo aap chahtay hain kay wapass aajain ?
26.Subha ki starting kis tarhaan kertay hain ?
27.Tanhai main kia soochtay hain ?
28.Zindagee kab buri lagti hai ?
29.Air port se bahar aatay waqt aap kay saman main kisi aur ka saman aajata hai jis main soonain kay sikkay (gold quoin )hootay hain ,aap kia karaingay ?
30.Kia aap acchay raaz dar hain ?
31.Kabhi apnain faysilay per pachtawa hova hai ?
32.Kabhi rishwat dee ker kaam kerwaya hai ?
33.Is age ka badtareen fashion ?
34.Agar koi kehay falaan aap ki buriyaan keraha hai tou aap ka radooamal kia hooga ?
35.Tahwar ahtimam se manatay hain ya kehtay hain kay tahwar hai tou kia kerain?
36.Ur's hobbies?
37.Koi aysa person jo aap kay her raaz se waqif hoo?
38.Koi aysa person jis se aap nain buhot kuch seekha hoo?
39.Zindagee ka wo lamha jis nain aap ki zindagee badal di hoo?
40.Aap ki jasoosi per kisi ko lagain tou aap ki shakhsiyaat kay baray main phala inkishaaf?
41.Phali mulaqaat main shakhsiyaat ki kis cheez ka jaiza leetay hain ?
42.Aap kay nasdeeq science ki ijaad?
43.Agar aap ko wiraan jagha bejha jayay tou kisse saath layjana passand keraingai?
44.Aaina dekh ker kia kehtay hain ?
45.Adhi raat ko ankh khoul jay tou kia kertay hain ?
46.Jhoot kab booltay hain ?
47.Agar aap chor hootay tou kia churatay?
48.Agar alladin ka chiraag miljay tou koun si 3 khowishaat keraingay ?
49.Aap ki zindagee ka khoubsurat tareen din ?
50.Koi naiki jo galay parr gai hoo?