Part 4A
At night in ishita's house
ishita: Ye raman apni aap ko samjtha kta hai
meanwhile ishita's phone rings
ishita picks the phone it is from subbu
ishita : Hello
subbu:ishita mein hu subbu
ishita: Subbu kaha ho tum
subbu: Relax ishu kya huwa itna nervously bath ktu kar rahi hi tum
ishita: Tum pehle mujhe ye bolo ki itne din kaha tha
subbu : Mein Vo job interview ke liya Chennai gaya tha
ishita: Tum dentist hai tumhe job kaise kar sakthe ho
subbu : Vaha ek bada hospital mein all branches hai vus dentist nahi hai tho mein vuskeliye gaya tha
ishita : Lekin mein ne kaha na tumse vus din tumhe appa se milna hai
subbu : Ha lekin job offer acha hai na isiye mere gharwalo ki vajhase mujhe jana pada
ishita :lekin tum muje ek phone karke batha nahi sakthe
subbu : Mere phone train se gir gaye isliye phone nahi karpaya lekin
abhi toh phone kiya na mein ne tum itna tension mein kyu hai bolo ishu
ishita: Subbu meri engagement ho gayi hai
subbu: What
ishita: Ha subbu mein ne appa se promise kiya hai agar vus din tum nahi aya tha toh mein raman se shadi karungi
subbu : Ishu tum mujhse pyar nahi karti
ishita : Subbu kaise bathe kar raha ho tum i love you
subbu : Phir tum ne shadi keliye ha kyun kiya
ishita : Mein kya karti appa ne mujhe chance diya tha mere pyar ko prove karne ko lekin tumhare vajhase hum hamara pyar prove nahi kar paye
subbu : Hogayi galathi abh hum kya kare
ishita : mujhe kaise patha subbu
meanwhile raman calls ishita continuously but it goes engage
raman : (self talk) ye itne time se kise bath kar rahi hai
subbu : Tum fikar math karo ishu mein kuch sochunga
ishita : Lekin hum appa ki blessings se hi shadi karega na
subbu : Lekin ishita
ishita :lekin vekin kuch nahi hai mein appa ki bina shadi nahi karungi
subbu : Ok ishu mein badh mein phone karunga bye take care love you
ishita : Love you too bye
subbu : (self talk) kuch bhi karke mein iss ko bhag kar shadi karne ko manana hoga nahi toh mera badla kaise poora hoga>:)
meanwhile raman continuously calling ishita allways ishu goes engage
raman (self talk) : Pickup the phone ishita
ishita (self talk):abh isko kya chahiye itni bar phone kar raha hai ,mujhe iss bath nahi karni with that ishu cuts the phone and switched off the phone
raman again calls it goes switch off
raman (self talk): mein itni aasani har nahi manogi ishu darling
raman leaves to iyers house
raman came to iyer house, bala welcomes raman
bala: hai raman tum yaha iss time par
raman : Ha bala mujhe ishu se bath karna hai
bala: lekin kya huwa dobara ishu ne kuch kiya
raman : mein ishu se bath karne ki badh tum ko bathadunga
bala: Ok ishu room mein hai jao bath karo
raman : thank you bala
bala: thanks kis bath ki abh toh ishu officially tumhari ho chuki hai
raman : jab thak shadi nahi hota ishu aapka hai
bala: tik hai tik hai tum se batho mein jitna namunkin hai jao
raman smiles and leaves to ishita's room
To be continued
Edited by Lovely_IshRa - 8 years ago
1.2k