Part 18
with that raman leaves from there
sagar comes to subbu
sagar: arey abh kya hoga raman ko sab kuch pata chal gaya hai na,vo ishita ko bathadega na
subbu : arey sagar tum tension math ho,vuse pata chala gaya toh kya hoga vo mera kuch nehi bigad
payega:)
subbu : tum itna yekin ke sath kaise keh sakthe ho ki raman tumhara khel ko kuch nehi bigad payega:)
subbu : mein abh dikatha ho raman ko ki subbu kaise chez hai :@
sagar:matlab :(
subbu :matlab...,tumhara pass koyi stick hai :)
sagar: stick... :(
subbu : Ha stick:)
sagar:meri pass koyi stick nehi hai
subbu : tum jao mein kudi dunda lunga
sagar:kya karne wala ho tum
subbu : pehle mujhe stick chahiye
sagar: Ye kya stick stick laga raka hai,stick ko kya jarurat hai
subbu : Ha mil gaya,ignoring sagar moves towards a small boy who is having a circket bat in his hand
subbu : Hey chotu mujhe ye bat dogi ,mein tumhe paise dunga tum nayi karedh lena
boy: Ok
subbu : Thank you chotu
boy leaves
Sagar comes to subbu
sagar; subbu
subbu : Ha sagar mil gayi stick,ye lo tum isse mujhe maro
sagar : tum pagal ho gaya ho kya,mein tumhe kyu marunga
subbu : mein bol raha ho na maro mujhe
sagar : mein nehi marunga tumhe
subbu : Tek hai phir
with that subbu beats himself with bat
sagar tries to stop him but in vain
blood comes out from his wounds
sagar : Ye kya hai subbu tum ye sab kyu kar raha ho
subbu : tum ishita ko phone karke bolo ki raman ne mujhe bahut mara hai,meri khoon bahar nikal hai,tum mujhe hospital le jaa raha ho
sagar : Lekin subbu ye sab kyu kar raha ho ishita ke sath
subbu : Kyu ki mujhe vuske anna ki aanko mein aasu dekna hai,vuske behan keliye tadpana chahta ho
sagar : Lekin kyu subbu
subbu : Vo sab mein tum ko badh mein batuvunga,pehle ishita ko phone karo aur mein jaisa bola vaisa hi bolo vuse
sagar : Tek hai
raman calls bala
bala : Hello raman
raman : bala i want to talk to you
bala : lekin raman tum itna tense sound kyu kar raha ho
raman :bala vo sab mein tumhe phone par nehi bata sakta tum meri office aajao
bala : tek hai mein abhi aata ho
sagar and ishita phone conversation
Sagar: Hello kya mein ishita se bath kar raha ho
ishita :ji ha boliya aap koun
sagar: ishita mein sagar ho subbu ka friend ,aap jaldi city hospital aajayeyi
ishita : Kyu kya huwa hai,subbu tek hai na
sagar: ji nehi,subbu ko bahut chot laga hai mein vusko hospital le ja raha ho aap jaldi aajaye
ishita : Vo Kaise laga chot subbu ko
sagar: raman ne vusko mara hai
ishita : Kounsa raman
sagar: Raman kumar bhalla aur kouna
ishita : Raman .. ,Nehi raman nehi hoga aap ko koyi misunderstanding huyi hoga
sagar: arey ishitaji pehle aap hospital aao na bathe badh mein honge
ishita : Tek hai mein abhi aati ho
ishita leaves to hospital
subbu : Kya bola vusne
sagar: Vusne kaha ki vuska raman aisa nehi kar sakta
Subbu : Vusko hospital aane ke badh mein dekunga,pehle hum ko hospital jana hai vo pouchne se pehle
with that both leaves to hospital
in hospital
ishita : Sagar subbu kaise hai abh
sagar: Vo abh tek hai,mujhe subbu ko vus halat mein dekha toh mujhe bahut dar laga raha hai,issliye mein aap ko phone kiya hai
ishita : It's ok sagar mein abh subbu se bath kar sakti ho
sagar: Ha ishita tum jaa kar bath karo
ishita leaves to meet subbu
in subbu 's room
ishita : Subbu tum kaise ho
subbu : kaise ho matlab kya ishu,tum ne dekha nehi vo raman ne meri kya hal kiya
ishita : subbu,sagar ne mujhe bataya hai ki raman ne tum ko mara lekin mujhe yekin nehi ho raha hai ki raman aisa kar sakta hai,kyu ki mein raman ko bachpan se janti ho,vo kisi ko marna toh dor ki bath hai vo kisi dath bhi nehi deta tha
subbu : tumhara matlab ye hai ki mein zoot bol raha ho ishita
ishita : Subbu meri matlab vo nehi hai
subbu : Aur kya matlab ho sakta hai ishu,vus ne mujhe issliye mara hai ki mein aap dono ki beach mein aagaya ho
ishita : What
subbu : Ha ishita,pehle vus ne mujhe warn kiya tha ki tum se dor rehne keliye,lekin mein nehi mana issliye vo mujhe bahut mara hai ishu,aur upar se mujhe keh raha hai ki vo tum se zaror shadi karega agar tumhara marzi se ya zabardasti se
ishita : Subbu tum sach bol raha ho
subbu : tumhe meri batho mein barosa nehi hai ishita
ishita : Raman toh mujhse do sal se mujhe dor reha raha hai vo abh ajanak se phir kyu meri life interfere karega
subbu : Ha ishita tum sach bol rahi ho tumhara taraf se sawal sahi hai lekin mein sach bol raha ho
subbu : mein bhi yahi sawal pucha tha, Vus ne mujhe bathya hai ki vusko laga ki tumhara pass vuse shadi karne ke lava koyi aur option nehi tha,lekin tum ne mujhse pyar kar ke vuska khel bigad diya tha,issliye vo chahta hai ki mein tumhara zindagi se bahar chala gaya toh vuska bigada huwa khel vapas track mein aajayegi
ishita : mujhe yekin nehi ho raha hai ki raman ne meri peet peche itna bada khel khel raha hai
subbu : Ha ishita vus ne ek aur bath kaha hai,ki pehle tum vuska pyar tha lekin abh tum vuska jonoon ban gayi ho,aur vo tumhe apna banakarhi chodega
small tears escape from ishita's eyes
ishita : Subbu agar tumhara bath sach hai toh mein tum se vada kar rahi ho ki mein jal se jal tum se shadi karunga ,lekin mujhe abh ek insan se milna zarori hai,mein abh jati ho tum se mein badh mein milungi
ishita leaves from there
Subbu : (self talk )abh ishita jayegi raman ki pas aur hogi ishita aur raman ki beech bahut badha bawal
ishita on the way to raman's office
ishita : (self talk )murgan ,meri dimag ye keh raha hai ki subbu jo keh raha hai vo manlo,lekin meri dil ye keh raha hai ki Subbu zoot bol raha hai ,iss mein kya sach aur kya nehi
in raman's office
bala : Kya bol raha ho raman
raman : ha sach bol raha ho subbu acha insan nehi hai,aur vo ishu ko doka de raha hai ,aur vo mujhe aur ishita alag kiya hai
bala ; Kya,ishita aur tum ko
alag kiya subbu ne
raman : Ha
bala : Lekin subbu tum US jane ke badh mila ishu se toh vo ye sab kaise kar sakta hai
raman : nehi bala vo toh pehle se hi hum ko janta hai,hum dono alag karna chahta hai,intact vo jan bujakar shagun ko bejakar vo sara khel racha hai
bala : mujhe yekin nehi ho raha hai,ki vo ladka itna kar sakta hai,raman mujhe ek bath samaj mein nehi aaya ki subbu ye sab kyu kar raha hai
raman : Ye toh mujhe pata nehi lekin ,he is up to something
bala : abh hum kya kare
raman : Karna kya hai mujhe meri ishita vapas mil gayi
bala : Lekin subbu vapas kuch kiya toh
now ishita is at raman 's cabin
raman : Subbu toh kya iss duniya mein koyi thakat abh ishita se mujhe alag nehi kar sakta,agar vus subbu ne dubara meri aur meri ishu ki bech mein aane ki koshis ki mein vusko iss bar aisa sabak sikavunga ki dubara hamara bech aane ki soch bhi nehi sakta
ishita comes inside after listening raman's words
ishita : toh ye sach hai na raman,tum ne subbu ko mara hai
raman : Ishita tum yaha
ishita : Kyu, dar gaya mujhe yaha dekh kar
raman : Lekin mein kyu dar jaonga tum ko dekh kar
ishita : Kyunki tum ne galati kiya hai
raman : mein ne kya galat kiya hai
ishita : Kya galat kiya hai,tum ne subbu ko kyu mara vo bhi itna buri taraha,mana ki abh tum mujhse bahut pyar hai vo bhi shagun chali gayi issliye,toh iska ye matlab nehi hai tum tumhara marzi kare, abh shagun nehi hai toh tum mera pyar todh kar mujhe hasal karna chahta hai na
raman : ye pagal hold on mein shagun se pyar nehi karta
ishita : mujhe pata hai tum shagun se pyar karta ho
bala : Ishita raman sach bol raha hai
ishita : Tek hai anna raman mujhse pyar karta hai,lekin mein abh raman se pyar nehi karta ho mein subbu se pyar karta ho ,iss ko kaho ki mujhse aur subbu se dor raho
bala : ishita meri bath suno
ishita : Kya hai anna
bala : Subbu acha insan nehi hai vo tum hi nehi bal ki hum sab ko doka de raha hai
ishita : Ye sab tum ko kis ne bataya hai,subbu mujhse pyar karta hai vo mujhe doka nehi de raha hai
bala : raman ne mujhe subbu ki bare mein sab batha diya
ishita : raman ne bataya,vo toh mujhe pane keliye kuch bhi boltha hai,tum vo sab man sach mann raha ho
with that time raman loss his control
bala : Par ishita
raman : bas bala ,ishita tumhara matlab hai ki mein ne subbu ko mara ,mein tumhe pane keliye zoot bola subbu ki bare mein,hai na
ishita : Ha
raman : toh lo mein confession karta ho tum ne joo kuch bhi kaha sach hai,mein ne subbu ko mara hai,aur ha mein tumhe pane keliye kuch bhi karunga,aur mein tumhara pati zarur banuga ye ho kar rahega tumhara marzi ho ya na ho,iss bar mujhe koyi rok nehi sakta nahi tum,naahi tumhara appa,naahi tumhara anna,aur naahi vo useless subbu
raman : Kya bakwas kar raha ho
raman : Bakwas nehi sach hai,i think tumhara dimag ache se kam kar raha hai na toh yad rako nehi toh kahi lik lo ki raman meri honewala pati hai
before ishita to respond
bala : Bas raman,ishita tum jao yaha se mein raman se bath karunga
ishita :anna isko ache se samajaye mein jaa raha ho
raman : abh mein kisi se samajne mein ,tumhe nehi chodunga
ishita leaves not answering to raman
bala : tum ye kya kar raha ho raman,vo tumse naaraj hai vuska gussa kam karne ke lava vuska gussa badha raha ho
Raman : Toh kya karo aarathi utaru vuski,arey vusko samaj nehi aa raha he mein usse kitna pyar kar raha ho,she is so dumb yar
bala : meri ishu dumb nehi bahut boli hai,toda sa pyar dikediya toh vo vusko acha insan man leti hai,lekin ishu ki taraf se mein tum se maaf mangata ho
raman : Arey bala maafi magne ki koyi jarurat nehi hai
bala : Please raman ishu ko iss musibat se bahar nikalo
raman : Tum chinta math karo ishu meri responsibility hai vusko kuch nehi hone dunga
bala : raman tum mujhe ek promise karogi ki ishu ki iss bardaf ki vaja se ishu ko nehi chodega
raman : bala mein ishu ka sath abh kabhi nehi chudunga
bala : Ishita ko hum sambalenge lekin iss subbu ki kya hai,iska toh kuch karna hoga
raman : ha tum sach keh raha ho,vusko mein mara hi nehi lekin ishu se itna badha zoot bol diya
bala : mujhe lagat hai ki hum ko jaakar vusko milna hoga
raman : Ya you are right chalta hai hum
bala : Chalo
with that both leaves to meet subbu
in hospital
sagar: aage kya hai
subbu: ishita aur meri shadi aur kya
raman : Vo toh sirf tumhara sapnom hoga
voice comes from the door
subbu : Tum
raman : Ha mein
subbu : Kya bola tha tum ne,meri shadi ishita se sapno mein hi hogi asal mein nehi
bala : Ha raman sach bol raha hai tumhara shadi ishita se nehi hogi ,hum hone nehi dunga
subbu : Voo aap bhi aay hai
,toh aap ko sab kuch batha raman ne
bala : Ha mujhe sab pata chal gaya hai
subbu : Toh acha hai na mujhe tumhe samajana nehi padega
bala catches subbu's
bala : Kameena kyu kar raha ho ye sab meri ishu ke sath ha,vo tumhara kya bigada hai ha
subbu : Vusne nehi tum ne bigada tha mera
bala : Mein ne (makes a confused face)
subbu : ha tum ne
bala : Mein ne kya bigada tera
subbu : Tum ne meri sab kuch chen liya meri kushi chen liya tum ne
bala : mein ne tumhara sab kuch chen liya ,kya bath kar raha ho tum
subbu : Ha tum ne meri behen ki zindagi barbadh kiya
bala : mein ne tumhara behen ki zindagi barbadh kiya,koun hai tumhara behen ha
subbu : Raina
bala : Raina,tumhara behen hai
subbu : Ha meri behen hai ,tum ne meri behen ki zindagi barbadh kiya hai na abh mein tumhara behen ki zindagi barbadh karunga
bala : Subbu listen mein tumhara behen ki zindagi barbadh nehi kiya hai
subbu : Zoot math bolna
bala : Kya zoot hai,tum ne meri behen se pyar ka natak zoot hai,kuch din badh meri behan ko chodana zoot hai,kya zoot hai (subbu shouts loudly )
bala : subbu mein ne aisa kuch nehi kiya
subbu : tumhara vaja se meri behen suicide kar liya hai,mein ne lakh sqmajaya hai lekin vo tumhara doka seh nehi pa raha tha,vo itna badh kadam utaliya,aur ye sab tumhara vaja se huwa hai,issliye mein ne tum se badal leni keliye fisalal kiya aur mein kar ke dikavunga
bala : Lekin iss mein meri behen ki kya galati hai,vuska zindagi barbadh kyu kar raha ho
subbu : Kyu ki mujhe pata tha ki iss duniya mein tum sab se zyada tumhara behen pyar karta ho,aur issliye mein ne ishu ko fasaya hai
bala : arey tum samaj kyu nehi raha ho mein aisa kuch nehi kiya hai
raman : Vo bol raha hai vus ne aisa kuch nehi kiya hai
subbu : Hey raman ye meri aur iska bech ka jagada hai tum bech mein math bolna
bala : tum meri ishu ke sath aisa nehi kar sakta
subbu :kyu nehi kar sakta,mein tumhara behen roj roj torcher karunga vo sab dekh kar tum roj roj marega
raman :ishu ko torcher karne ki bath bhi mein bardash nehi kar sakta ,tumhareliye behtar yahi hoga ki ishita ko bul jao
subbu : abh ishita ko mujhse koyi bacha nehi sakta,nahi tum aur nahi ye
raman : bala ko mein achi tarah se janta ho vo aisa kuch nehi kiya hoga tumhara behan ki sath
subbu :kis ne kya kiya hai kya nehi kiya hai ye sab bathe fijol hai sach vahi hai ki mein ne ishita ko fasaya hai agar bacha sakte ho toh bachalo
bala : Please subbu tum lakta hai ki mein galati kiya hai na toh mujhe saja doh,meri behen bahut achi hai vus ko kuch math karo,lekin bachpan se lekar abh tak meri ishu ko koyi harm nehi kiya hai kyu ki vo bath masom hai vo ye sab sehan nehi kar payegi
subbu : tumhara behan jisi thi meri behan bhi
raman interrupts
raman : bala iss bath kar ke koyi fida nehi hai chalo yaha se
bala : Ek minute raman
bala : Subbu please
subbu : Darwaza vaha hai,out
raman drags bala from there
Scroll down for next part
9