Originally posted by: Thwisha617
now that we know as SC mentioned that its nahi nahi they r dancing on tell me which para is going to play...!!!
Nahi nahi abhi nahi
Abhi karo intejar chhodo na
Nahi nahi abhi nahi
Abhi karo intejarMai bhi jawan tu bhi
Jawan kami hai kis bat ki
Mai bhi jawan tu bhi
Jawan kami hai kis bat ki
Yaha aao na ghabrao
Rut hai mulakat kiBade woh ho tum piya
Jid kyun nahi chhodate
Bade woh ho tum piya
Jid kyun nahi chhodate
Han kaliyo ko khilne
Se pehle nahi todte
Na nahi nahi kabhi
Nahi chali jayegi baharJaneja phir kahan aisi tanhaiya
Oh jane bhi do chhodo
Mujhe hogi ruswaiya
bolo bolo tell tell😆