chalo theek hai..yeh bhi sahi baat hai...😆Originally posted by: muniza75
Nahin nahin Nannu shaadi honi chahiey.
Armaan itna badmaash hai, ke shaadi ke baad bhi Ridhima ko chodeyga nahin.
Arey honey do na shaadi, bacha kitna bardasht karey,
Kitna control kurta hai😳😃.
Muniza