Yhm is back on track everyone is right expect raman and ishita is the righteous person who can solve everything and who can tame tame the jaanwar who is Raman
I mean adi was worst today he was talking so rudely with mrs bhalla apni dadi ke saath aise baat kar raha tha wo phir mafi maangi aliya ke kehne par
But according to mrs bhalla raman was wrong
Adi said that he will be a good husband from now on accha beta bane na bane kyunki wo sabko khush nahi kar sakta
But according to Ishita he was right and raman was wrong wo har baat ko bina baat hi dil par le leta h
Jaha tak mujhe yaad h in last episode Ishita said to mrs bhalla adi ko pata chalta to wo badtamiji karta aur main tolerate nahi kar pati to agar aaj raman se wahi baat tolerate nahi hui to wo galat ya over emotional kaise ho gaya just because wo raman h
And in adi aliya convo adi said that aliya was right yesterday usne jo kaha sahi kaha i was angry but in next scene when Ishita also said that bas drink nahi karke aani chahiye thi baki tumne jo kaha wo sahi kaha then i realised i was wrong adi aliya were right
Waise bhi is show mein sirf raman galat h
Khair in office raman was right bhale hi adi ne ye nahi kiya but taneja ko ye karne ki himmat adi ne hi di usi ne dikhaya ki wo apne baap ke khilaaf ja sakta h
But according to Ruhi he was wrong
Andher dialogue (jo baat ishimaa dekh sakti h papa kabhi dekh hi nahi sakte ) showed and adi behaviour showed how much they respect raman how much they love raman how much they understand raman and iska karan pura khandaan h Raman hamesha galat nahi hota but hamesha use galat bata diya jata h baki sabko sahi
Some days ago ishita dialogue was don't know adi raman ko apna dushman kyu maanta h and today her dialogue was Raman adi ko hi apna dushman samajhne lage h i was like r u serious Ishita itna hi janti ho tum apne pati ko ki wo apne bacche jinme uski jaan basti h unhe apna dushman samjhega tumhe apne pati ka dard najar nahi aata
I mean is ghar ki problem kya h jab koi baccha Ishita ke saath badtamiji karta h to sare Ishita ke saath khade hote h aur wo baccha galat hota h but koi raman ke saath badtamiji kare to sabhi raman ko hi galat bolte h
Today again ruhi ishimaa sab thk kar degi
Mihika akka sab sambhal legi
Mrs bhalla mujhe yakeen h ishita puttar tu sab thk kar degi
Sach mein kamal h
Khair as lways raman ke saath koi kitna bhi bura kar le uske bacche uski kitni bhi insult kar le use dutkaar le but sabke liye bechari hamesha Ishita hi hoti h is track mein bhi Ishita bechari h kyunki wo adi raman ke beech pis rahi h aur raman itna ghatiya h ki use Ishita ka dard najar hi nahi aata worst pati in the world
Bhagwaan jane wo din kab aayega jab raman ke liye koi feel karega jab uske pain ko koi samjhega😕
In precap i think again adi insulted raman and ishita was making raman understand khair kuch naya nahi tha
I hope raman country hi chodkar chala jaye sab sukun se ho jayenge
Edited by kras - 8 years ago