so i start first.......
main abhi abhi aek lion ko mar kar ae hoon😆 and gure ki jan bacha li mainay😆 warna lion to usay kha jata😆 phir pata... hai kia hua ....pta hai ...pata hai.... kaisay pata ho ga kuch hua hi nahin😆..nahin nahin hua na...gure nay kaha kay mujh say shadi karo gi tum nay mujhay naya jeevan daan baksha hai par mainay kaha tumharee wife ka kia hoga to us nay kaha main usay devos day doon ga😆..phir..phir..phir hona kia tha mainay kaha doosree shadi nahin bhai waisay hi laksh or armaan propose kar kay bhaitay hain ab tum bhi aek waqt main kitnon ko time dooon to mainay saaf inkar kar dia😆.
kisi ko jhoot bolna nahin ata kiaagar jhootee story nahin bana saktay to aek line hi likh do😉