hahahahaha😆That is what i did for the 90% of the episode!
Hass hass ke pagal ho gayi!
Such a Rikaralicious episode!
Maza aa gaya!
And sapna poora ho gaya!
Chulkara ke saath saath Rikara bhi mil gaya! ❤️
Lalallaa😆
Toh isi baat pe arz kiya hai!😉
Jab Chulbul ne poocha Omkara se question
Omkara ne apney answer se daal diya chulbul pe tension
Shaadi ussey nahin hai karna
Par important hai, nahin karta warna.
Jab chulbul ne poocha pehley kyun nahin shaadi kiya
Usneye kahan kisi ladki ko abhi tak dil nahin diya
Chulbul ho gayi very sad
And Omkara ne ussey kara diya feel bad.
Phir Sultana maydam ne milai nashe waali mushrooms
Jissey Chulkara ka dimaag gaya ghoom!😆
hass hasskey dimaag ka ho gaya phoon
Aur chulbul ne keh diya main chironta nahin chiraiya hoon
Phir hui unki anokhi jog aur walk
Aur kar diya dusrey logo ko woh shock!😆
Phir??
Panghatpe nachey
Panghatpe nachey
Nachey re nachey madhubala!😆😆
Chulbul ki cap jab gir gayi
Omkara ko chulbul se bulbul mil gayi!😆
Par Svetlana ne phek diya father ko bahar
Par nahin dhoond payi clue from file ki pahar.
Delete kar diya file on Svetlana
Par clue mil gaya Chulkara ko my jana!😆
Par kya hoga Om ko Gauri sarma yaad, bros?
Janney ke liye dekhtey rahiye DBO har roz!😉
Waiting for Kal!😃
Edited by Taadibaaaz - 8 years ago