Thapki woa i dont know kya chahti hai hai over acting aur drama khatam he nai hu raha hai uska bs behaan ka ilwa kisi bhi larka koa hug karna ka liya ready huti hai koi bhi larka unkoa hug kare touch kare unko farak nai parta bus siwayi bihaan ka disgusting ( aur agar yaha koi yeh kaha ka kal behaan aur shankar ka bhi hug hua tha tu scene koa dehaan sai dekha as it was shankar who initiate the hug behaan sirf hath pakar kar rona laga tha sar chuka kar)
Then Aditi uska sath tu waisa bhi issa bura kuch nai hu sakta ka uski shadi dhruv sai hui hai is baat pai pehla uspai taras ahta tha per now i think she deserv it shakal dekhi hai usna apni joa behaan uska sath batameezi kare usna tu apni wife aur heroine ka bhi near jahna kii try nai kii jb tak usna permission nai dii which prove how sweet he is not like her so called husband i doubt ka ussa dhruv na unki thapki dii ka sath kya kya kiya yah baat pata hai
Then dhruv woa behaan sai question kar raha hai pehla apna under jhak kar dekha jis pai ilzam laga raha hai uski biwi ka sath kya kuch nai kiya usna aur ab shareef ban raha hai aur in sab ka baad bhi behu shardha sai yeh kaha raha tha ka uska bhai kii life mai bhut time khushi ahi hai aur ussa woa barbaad nai karna dah gha aur aditi aur dhruv koa nukshaan nai pahanchana dah gha aur other hand dhruv itna kuch karka regret ka natak kar ka bhi ahna ka baad thapki koa behu ka kilaf bhaka raha tha tu take revange sharam sai dhoob marna chahiya ussa ka ek behu hai uska liya itna kuch huna ka baad bhi stand kar raha hai aur woa itna galat kar kah bhi uspai doubt kar raha hai bheka raha hai uska kilaf
Now the shankar i hate her sach jaan kar bhi usna apna chakar mai chupa diya and yesterday uski lines were disgusting means so cheap woa ek larki hu kar larka sai kaha rahi thi ka uska sath kyu yeh sab nai kiya means is she out of her mind
I am really sorry meri itni lambi post ka liya ya agar kisi dhruv aditi ya thapki ka fan koa bura laga hu mai bhi thahaan kii bhut bari fan hu but i dont support thapki behaviour and even dont understand her point so kisi koa bur laga hu tu really sorry per kal ka episode dekh kar i got so frustrated that itna kuch lekh diya aur bhi bhut hai joa dill kar raha hai lekhna koa but i dont wont to hurt anyone feelings here in forum by saying bad words to dhruv thapki shardha aur aditi but mai Manish aka behaan kii bhut bari fan hu aur kal ka episode na bera demag out kardiya tha ek insaan ka becha pare hai sab milkar i just hope behaan ghar chor kar in sab sai dur chala jayi taka sab kii akal thekana ahi specially thapki